![]()
Kab Hui Pyar Ki Barsaat Humein Yaad Nahi
Khof Mein Dobi Hui Mulaqat Humein Yaad Nahi Hum To Madhosh They Kuch Itna Uss Ki Chahat Mein Uss Ne Kab Chor diya Saath Humein Yaad Nahi
Parhai sirf 2 wajah sey hoti hai ek shoq sey or ek khoup sey shoq hamen nhi hai or darte to ham kisi k baap say b nhi. DEDICATED 2 ALL STUDENTS........
May allah flood ur life with happiness on this occasion,ur heart with love,ur soul with spirtual,ur mind with wisdom,wishing u a vry happay eid mubarik
Faqat sansoon k silsily ko na do zindagi ka name Jeeny k bawajood bhi mar jaty hy kch loge...saimjan noshki
Jin rastoon pe ik umar tere sath raha hoon Kuch roz se wo rasty sunsaan bht hy Mill jao kabhi laut k phr aaon na Shayad k me kamzoor hon or rah me bht kanty parhy he
Barhosa toot jane se zara pehly bata dena Mujhe tm aazmane se zara pehly bata dena Kisi helay bahane se zara pehly bata dena Mujko tm Bohlane se zara pehle bata dena Zehn ki reet pe tm ne muhabat se liki thi jo Wo tehreerain mitane se zara pehly bata dena Mere dilbar k iss dill par me rak loon zabt ka patar Sono daman churane se zara pehly bata dena Kisi morr par hamdam bura pao agar mujhko Zamane ke batane se zara pehly bata dena
Wo hata rahe he parda sar-e-aam chupke chupke Koi qatal horaha he dar-e-baam chupke chupke Yeh joki joki nigahen yeh haseen haseen ishare Kahin le na jaen shayad meri jaan chupke chupke Kabhi shokhian kabhi unka mukurana Yeh aadain kar na dalen Mera kaam chupke chupke Yeh jo hichkian musalsal mujhe aarahe hy yaroo koi laraha he shayad mera name Chupke chupke
Rooh par naqsh-e-lazawal he too AAb khyalon me ik khyal he too Tere jesa koi nai dekha Too he anmool bemisal he too Mujhko pagal bana dia toone Ishq ka yeh kesa kamal he too Too muhabat aarzoo he meri Meri is zindagi ki Dhall he too sari dunia ko jeet loon jis se Pas mere ik aisi chall he too q
Tere aamal se hy tera pareshan hona Warna mushkil nai mushkil aasan hona Poori aalam par ho hakoomat teri hey muslim Agar too samaj jae apna MUSALMAN hona
Jisne andaz dia mujhe muskurane ka ... Usy hi shoq tha mujhe rulane ka ... Jo lehroon se cheen kar mujhe laya tha kinare par ... Aaj woi muntazir tha mere doob jane ka ..saimjan Noshki...
Business Listings Salsabeela shoping center Salsabeela shoping center is a very good One window shoping center. C/C++ developer we need experience C/C++ developer Sheraton Karachi Hotel, Karachi Sheraton Karachi Hotel is placed in centre of Karachi, the most populated and Business capital of the Pakistan. It’s the only internationally managed 5-star hotel, managed by the Starwood Hotels & Resorts Worldwide. The hotel is near from the citie... Power Bank is the Power Solution for your Evo Wingle, Mobiles & Tablets etc. Are you planning for travelling/picnic and going to anywhere…? Are you wanted to connect the Evo Wingle during travelling and anywhere without electric power…? Now you do not need to worry about charging of your devices like smart phone, iPod, ... SAVVY JURIS CORPORATE & IP ATTORNEYS SAVVY JURIS is a premier independent law corporate and intellectual property law firm with strong international alliances advising businesses engaged in all aspects of international commerce particularly intellectual property rights, mergers and acqu... |
|