![]()
kabi kaha na kisi se tere fasane ko
na jane kese khabar ho gai zamane ko dua bahar ki mangi to itne phool khile kahin jaga na rahi mere ashiyane ko daba ke qabar mein sab chal diye dua na salam zara si dyer mein kia hogaya zamane ko ab agay is mein tmhara bhi nam ayega jo hukum ho to yahin chor don fasane ko qamar zara bhi tumko khuff nahi ruswai ka chale ho chandni shab mein unhe bulane ko
"WO UJALA SHAMA JIS NE KIA CHALIS BARAS TAK GARON MEIN AIK ROZ CHAMAKNE WALI THI SAB DUNIA KE BAZARON MEIN JO FALSAFO SE KHOL NA SAKA,JO NUKTA WARON SE HAL NA HOWA WO RAZ KAMLI {SALALLAHU ALE WASLAM}WALE NE BATLA DIA CHAND ISHARON MEIN WO JINS NAHI IMAN JISE LE AYEN DAKN E FALSAFA SE DHONDE SE MILE GI AQIL KO YE QURAAN KE SIPARON MEIN HAIN KIRNE AIK HI MASHAL KI ABU BAKAR(R.A)UMAR(R.A)USMAN(R.A)ALI(R.A) HUM MARTABA HAIN YARAN E NABI(SALALLAHU ALE WASALLAM)KUCH FARQ NAHI IN CHAROON MEIN
ZIKAR KARTI RAHE ZUBAN TERA LAB PE HAR DAM RAHE BAYAN TERA TERI QUDRAT SE KUCH BAHAR NAHI HAI MAKAN, TERA LA MAKAN TERA REH NUMA TU HI HAI HAR SAFAR MEIN MANZILEN TERI KARWAN TERA TERI JANIB SE KHIR O SHAR KA WAJOOD HAR YAQEEN TERA HAR GUMAN TERA
woh jo ajate hain ankhon mein sitare le kar jane kis dess gaye khuwab hamare le kar chaoon mein bethne wale hi sab se pehle peerh girta hai to ajate hain aare le kar wo jo asoda shail hain unhe kia pata ab ke moj ayi to palte gi kinare le kar aesa lagta hai ye har musam e hijra me bahar hont rakh deti hai shakhon per tumhare le ka Jis jaga jayen bana lete hain hum apni jaga ab jo zinda hain kuch sans udhar le kar
TALLUQ TOOT JAYE GA MERA SARE ZAMANE SE, MERE APNE KHAFA HONGE TUMHE APNA BANANE SE, BHUT TASKEEN MILTI HAI TUMHARE PASS REHNE SE, BHUT TAKLEEF HOTI HAI TUMHARE DOOR JANE SE, MERE GHAR KO JALA DENA MAGAR ITNA YAD RAKHNA TUM, UJALA MIL NAHI SAKTA KISI KA GHAR JALANE SE, MERI JAAN JAYE GI TO PHIR TUM JAAN PAAO GE, UJALA MIL NAHI SAKTA KISI KA GHAR JALANE SE, KESE MITA ME TUMHARA NAAM APNI KAHANI SE, BUT GEHRA TALLUQ HAI TERA MERE FASANE SE.
khushbo na higi mari ghuftogp mai, Mene ekk umer guzari hay ekk phool jese chere k sath..... By Najeeb.Q from qta zhergonabad...
Har waqat rullati hy wo haad se ziada Saim To jisko tasawar me bhi rony nai deta
Tum mujhy moka to do aitbaar banane ka Saim Thak jaoge meri wafa k saath chalty chalty
uski hasrat hy jesy bhula bi na sakon dhoondny usko chala hon jesy pa bi na sakon bewafa likhta hy wo apny qalam sy mjhko ye wo qismat ka likha hy jo mita bi na sakon
Jaane Kis Baat Pe Us Ne Mujhe Chor Diya Hai FARAZ Main To Mukhlis Tha Kisi Maa Ki Duaon Ki Tarah
Business Listings Students Academy Quetta students academy Quetta is made for progress of students improving their science subjects from 9th class till graduate in the ownership of Sabir khan kakar sab with the help of 6 and 7 best teachers , I can few name like (AZHER SAB, PROFESSOR MOHSIN ... Surgimed Hospital, Lahore Surgimed Hospital, a 115 bedded facility for patients suffering from diseases pertaining to different medical and surgical specialties was established in the heart of Lahore City in 1995. The establishment of this modern state of the art medical faci... GC University Lahore GC University, Lahore takes pride in being the oldest educational institution of higher education in Pakistan. Established in 1864, it aimed at providing liberal education to the youth of the Subcontinent irrespective of caste, color or creed. Ever s... Web Design and Development Uni web solutions !The most reliable source of web host,design and development company in Pakistan.we offer web hosting, web Designing,web development,web SEO and domain names registration in Pakistan,UAE,KSA and all over the world. Skype Id : Uni.w... Afzal Jewelers - AJ - Liberty Market, Lahore Deals in all kind of Jewelery. |
|