![]()
.wo is andaz ki mujh say muhabbat chahta hai
maray har khawab par apni hakomat chahta hai wo kehta hai main uss ki zarorat ban chukka hoon gooya wo mujhe hasb-e-zarorat chahta hai.
. Haqikat jaan lo juda hone se pahle, Meri sun lo apni suna ne se pahle. Ye soch lena bhulane se pahle, Bahut royi hein ye aankhen muskurane se pahle .
. Ehsas e aarzu mita na sako gay Bhoolna chaho ge mgr bhula na sako gay Ye chiraag e MUHABBAT dil se jalaya tha hum ne Jal jaao ge mgr bujha na sako gay.. .
. mujhay na stao itna k main roth jaun tum sy..... mujhay acha nahi lagta apni sanson sy juda hona. .
.Sub So Gaye Khushi khushi Apna Hal-e-Dil Suna kr,,, "~wasi~" Afsos k Mera koi Nahi Jo Mujhse Kahe Tum Kyun Jag Rahy ho,,,.
.jo bhii ghar se jaataa hai ye kah kar hii jaataa hai “dekho, mujh ko bhuul na jaanaa maiN phir lauT ke aauuNgaa dil ko acche lagne vaale laakhoN tuhfe laauuNgaa naye naye logN kii baateN aa kar tumheN sunaauuNgaa†lekin aaNkheN thak jaatii haiN vo vaapis nahiiN aataa hai log bahut haiN aur vo akelaa un meN gum ho jaataa hai.
.Rote hue aankho mein bhi intezar hota hai, Na chahte hue bhi kisi se pyar hota hai, kyu dekhti hai aankhe vo sapne, jinke tutne par bhi unke sach hone ka intezar hota hai. .
.ஜ▬▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬▬▬◠Ab Kiya Lekhen Kaghaz Par ▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬ Ab Lekhne Ko Kiya Baaki Hai ▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬ Ek Dil Tha Wo Toot Gaya ▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬ Ab Tootne Ko Kiya Baaki Hai ▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬ Ek Shakhs Ko Ham Ne Chaha Tha ▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬ Ek Rait Pe Naqsh Banaya Tha ▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬ Wo Rait To Kab Ki Bikhar Gayi ▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬ Wo Naqsh Kahan Ab Baqi Hai ஜ▬▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬▬.
.Gham e Hayat Ka jhagra mita raha hai koi Chale aao k dunya se ja raha hai koi Azal se keh do k ruk jaye 2 ghari k liye Suna hai aanay ka waada nibha raha hai koi Wo aise bethe hoe hain meri lash k paas K jaise roothe hoe ko mana raha hai koi Lout k aa na jaye saans meri nabzon main Faraz Haseen haathon se mayyat ko saja raha hai ko.
.Ek ajnabi se mujhe itna pyaar kyun hai.. Inkaar karne par bhi chahat ka ikraar kyun hai.. Use pana nahi hai meri taqdeer mein shayad.. Phir bhi har mod pe uska intezaar kyun hai... ♥.
Business Listings Formal Dresses for Women A selected few of Pakistan’s top designers are showcasing their latest bridals and formal collection to a niche audience of nations’ elites, fashion journalists & bloggers. The participating designers showcasing their masterpieces are Deepak Perw... Imported Vitz 1000 cc for sale Fully automatic, alloy rims, radial tyre, Android DVD, multimedia steering, Pakistan arrival in December 2017, front illuminators, all side sensors and much more. The University of Lahore (UoL) School of Accountancy & Finance at The University of Lahore has been established to offer graduate and postgraduate programs in Commerce, Accountancy and Finance. It is envisaged that the traditional commerce graduates and post graduates have failed ... Avari Towers Hotel, Karachi Avari Towers is one of the tallest buildings in Karachi. It redefines the business hotel category and is a destination for life beyond comparison. The building of 17 floors with 120 beautiful rooms and suites is unique and prestigious destination tha... Geological Survey of Pakistan (GSP) Lahore office The Geological Survey of Pakistan (GSP) is Pakistan's central engineering agency in charge of mapping and surveying. It was established in 1947 in Quetta, Balochistan, is one of the research institutes of Pakistan. It is the organizational successor ... |
|