![]()
Labon ki sersarahat se.
badan k choor hony tak. Main tujh ko is tarah chahoon. K meri saans ruk jaye. Khataon par khata’ain hon. Na ho kuch baat kehne ko. Main tujh main yoon sama jaoun. K meri saans ruk jaye. Na himmat tujh main ho baqi. Na himmat mujh main ho baqi. Magar itna qareeb aaoun. K meri saans ruk Jaye. Tere honton pe jab rakhoon. Main apny hont kuch aise. Ya teri pyaas bujh jaye. YA MERI SAANS RUK JAYe.
App Sabhi Khawateen wa Hazraat - - - - Hamre Ghar par Kal Invite Kiye Jate Hain . . . . . Eid Ki. . . . .. Saf Safai Ke Liye. ... MaharBani Karke Apne Apne Jhadu...aur safai ke kapde sath layen. . . . .Eid Mubarak
VALIDITY – ONE MONTH KA SIM CARD – ISLAM KA HAND SET – QURAN KA SWITCH ON – NEKI KA OUT GOING – ZAKAT & FITRA KA MINCOMING – IBADAT KA RECHARGE – SEHRI KA TOP UP – IFTARI KA BALANCE FUL – IMAAN KA NETWORK – FARISHTON KA TALK TIME FUL – DUA KA DILETE – GUNAH KA SWITCHD OFF – BURAI KA RAMZAAN MUBARAK.
Pyar Aur Baarish To Ek Jaisi Hoti Hai, Dono Hamko Sacha Aanand Dete Hai, Fark To Sirf Itna Hota Hai Ki..... Baarish Mere Jism Ko Gila Kar Deti Hai, Aur Pyar Meri Aankho Ko Gila Kar Jaati Hai......
Waqt-e-Mulaqat Uss Ne Mujhay Iss Tarah Dekha Main Dil Pe Haath Na Rakhta Tou Dil Nikal Jata!!!
raaz-e-dil kyon na kahon samne dewanon k, ye to woh log hen jo apnon k na beganon k, woh bhi kya dor the saqi tere mastanon k, raste raah taka karte the maikhanon k, or bhi kya dor the idhar sham udhar hath men jaam, ab to raste bhi na yaad rahe maikhanon k.............!
Saath Rooti Thi Mere Saath Hansa Karti Thi, Wo Larki Jo Mere DiL Mei Basa Karti Thi. Meri Chahat Ki Talabgar Thi Is Darja Kay, Wo Musalley Pay Namazon Mei Duaa Karti THi.
mEre ZakhmOon ki dawa kOn banE Ga tEre baad hum nE tO apnE Bhi khOo diyE hain tujhE paanE k LiyE
1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18 19 20 Very good! Intelligent Ho! Kal A-B-C-D sikhenge...
Koi ankho ankho mein bat ker leta hai, Koi baton baton mein mulakat ker leta hai, Bahut mushkil hai jawab dena Jab koi khamosh reh ker sawal ker leta hai.
Business Listings doortodoor.pk online shopping Pakistan doortodoor.pk an online shopping store, currently working in Pakistan over a limited range of high quality products. The store provides a large variety of gadgets, accessories and other products comprising of power banks, chargers, Bluetooth, cases a... Mir afzal Karahi A very famous karahi shop of quetta at circular road near taxi stand . send gifts to pakistan send gifts to pakistan like birthday gifts,valentine gifts,eid gifts and many more using versagift.com PEARL Institute, Quetta PEARL is an independent, non-government, non-political, and non-sectarian technical educational organization. It is established in June 1999 by a group of highly educated and strongly committed professionals from different fields. All members are hig... CHANCE PLOT IN QUETTA AVENUE SCHEME SPINIY ROAD CHANCE PLOTS IN QUETTA AVENUE SCHEME AND OTHER AT REASONABLE PRICE . |
|