Main Menu
Home
Online Store
Ramadan 2023
News
Ads Mania
Mobile Prices
Chat
Currency Rates
Business
Prize Bonds
Education
Forum
Islam
Namaz Timings
Photo Gallery
Videos
SIM information
Send Free SMS
SMS Mania
Signup
Login
SMS Mania  SMS Mania
ankhon me jo tehreerain theen!
honto pay vo bol na thay…

Hum thay us k pyar k aashiq!
Bas hathon mein kashkol na thay…

Hum ne us ko toot k chaha!
ye us ka haq tha lakin…

Wo b hum ko toot k chahey!
Hum itnay “ANMOL” na thay….

Rate:Good Very Good Excellent
Category: Poetry Posted by: Ijaz Younus Baloch
Ek baar jo gale lag kar roney diya hoota,
Hum ne bhi koi pal ?MUHABBAT? ka ji lia hota,
Toot k bikhar jatay us k ?QADMON? main,
Uski sansoon ne mera ?NAAM? to liya hota

Rate:Good Very Good Excellent
Category: Poetry Posted by: Ijaz Younus Baloch
ZINDAGI bewafa kyun hoti hy.
WAFA karny ki saza kyun hoti hy.
Choti c baat pe baha dety hain KHOON.
Insan mein itni ANNA kyun hoti hy.
Karta hun mein jis se baar baar TAUBA.
Elahi mujh se wohi KHATA kyun hoti hy.
Banaaty tu hain hum apnay haathon se MASJID.
NAMAZ apni he phir QAZA kyun hoti hy?

Rate:Good Very Good Excellent
Category: Poetry Posted by: Ijaz Younus Baloch
um rooth jaoo mujhse
Aisa kabhi na karna
Main ik Nazar ko tarsun
Aisa kabhi na karna
Main Pooch Pooch haarun
So so sawaal kar ke
Tum kuch jawab na do
Aisa kabhi na karna
Mujhse hi milke hasna,Mujhse hi milke rona
Mujhse bichard ke jee lo
Aisa kabhi na karna
Tum chaand banke rehna
Main dekhta rahunga
Kisi roz tum na niklo
Aisa Kabhi na karna
Tum chale jaoo
Jab bhi to dekhun tumhara raasta

Tum loat ke na aaoo

AISA KABHI NA KARNA
AISA KABHI NA KARNA

Rate:Good Very Good Excellent
Category: Poetry Posted by: Ijaz Younus Baloch
GirL:
Jab tum ko fone karo tum Shave kar rahe hote ho
Tm din mei kitni Shave karte ho?

Boy
30 se 40

GirL:
Kya tum PaGaL ho?

Boy:
Nahi Main
"Naeei" hon

Rate:Good Very Good Excellent
Category: Joke Posted by: Ijaz Younus Baloch
Baqol faraz:

ab to khubsurat lerki daikh ker bhi hoti hay pareshaani

kahin wo bhi na keh day 'Teri mehrbani'

Rate:Good Very Good Excellent
Category: Funny Posted by: Ijaz Younus Baloch
''mere numbr pe tune suno. me ne khud apni awaz me gana ga k lgwaya hy!


































Frwd kro aur dekna kis kis bewakof ki miscal Ati he''

Rate:Good Very Good Excellent
Category: Funny Posted by: Ijaz Younus Baloch
RAAT KI TANHAI MAIN AKSAR YE SOCHTA REHTA HOON..

MOHABAT DUA HY,SAZ'ZA HY,JAZ'ZA HY,YA GUNAH HY..

Rate:Good Very Good Excellent
Category: Missing you Posted by: Rasheed Ahmed
RAAT KI TANHAI MAIN AKSAR YE SOCHTI REHTI HOON..

MOHABAT DUA HY,SAZ'ZA HY,JAZ'ZA HY,YA GUNAH HY..

Rate:Good Very Good Excellent
Category: Missing you Posted by: Rasheed Ahmed
Na Jany itni Muhabbat kahan se Aa Gai us k Liye,

K Mera Dil B us ki Khatir Mujh se Rooth Jata Hai..

Rate:Good Very Good Excellent
Category: Missing you Posted by: Rasheed Ahmed
<< 23 | 24 | 25 | 26 | 27 | 28 | 29 | 30 | 31 | 32 >>
 
Business Listings
Eats N Treats
Specialist in Bakery products and food items.
Lourdes Hotel Quetta
LOURDES HOTEL Sheikh Rehan Mohsin Staff College Road, Cantt., Quetta, Balochistan, Pakistan Phone: 9281-2829660 / 2829656 / 2829657 / 2829658 Fax: 9281-2841352
PakTurk International Schools and Colleges Quetta
PakTurk International Cag Educational Foundation (Pak Turk ICEF) came into being through the Memorandum of Understanding (MoU) signed with the Economic Affairs Division (EAD), Government of Pakistan on 30 October 1999. Equipped with the sublime m...
CAFE XO
Among the countless blessings of God Almighty the sense of taste has distinguished value because it is the major source to enjoy the foods.Vigour and hygiene of the human body depends upon the quality and taste of food. After years of hard work we ha...
Jamia masjid Darurashad
this masjid situated at jaffar khan jamali road chaman phatk quetta.khateeb masjib Dr.Atturehman,who is also running a hospital Alhajri,alkhidmat hospital.founder of the Masjid is Molana abdul aziz father of Dr Attaurehman
Quick Links
Contact us
Site Tools
Add to Favorites
Make Homepage
© All rights reserved www.hamaraquetta.com
This site is best viewed on 1024 x 768