![]()
Junoon Main Shauq Ki Gehraiyon Say Darta Raha
Main Apni ZaaT Ki Sachaiyon Say Darta Raha, Mohabton Say Shanasa Huwa Main Jis Din Say Phir Us Kay Baad Shanasaiyon Say Darta Raha, Wo Chahta Tha Kay Tanha Miloon To Baat Kre Main Kya Krun Kay Main Tanhaiyon Say Darta Raha, Main Regzaar Tha Mujh Main Basay Thay Sanaatay, Isi Liye To Main Shehnaiyon Say Darta Raha Main Apne Baap Ka Yousuf Tha is Liye Sager, Sakoon Se, So Na Saka Bhaiyon Se Darta Raha…! *." Sager ".*
Apni aankhon main mere khawab rehne do, Kuch ankahe sawalon ke jawaab rahne do, Na milo iss tarah kay dharkanen ho jayain beqabu, Abhi kuch dair zara chehre pay hijaab rehne do, Cheen lo bhale mujhsay mere jugno mere khilone, Magar abhi zara mere hathon main kitaaab rehne do, Na karo abyaari in gullon ki nafraaton ke paani say, Abhi inke dilon main mohabton ka nisaab rehne do, Phir kabhi mile to sochen ge kya khoya kya paya Sager, Abhi nayi manzil hay dono ki purane hisaab rehne do...!
Zamane wale kabhi bhi apne nahin hote Har jai chehre wafa ka pekar nahin hote Jin kay pass hoti hain umer bhar ki yadain Wo log tanhai main bhi tanha nahin hote ...! *." Sager ".*
Aansu`oon ki Tarah Nazron say Giraya Us Nay Apni khabar Na Mili Kuch Aise khak Main Milaya Us Nay, Elzaam Mujh Pay Lagaaya Magar Bewafa khud Tha Pehle Dewana Banaya Phir Mujhey Thukraya Us Nay, Usko Mazaa Aata Hai Mujhko Sataane Main Mujhe Geeli Lakri ki Tarah Jalaya Us Nay, Aaya Na Tha Us ko Wadaa Wafaa Karnaa Logon ko Jhota Apni Wafa ka Qisa Sunaya Us Nay, Tanhayon Kay Dard Say khoob Waqif Tha Woh Sager, Pher Bhi Dunya Main Mujhe TANHA Baanaya Us Nay...! *." Sager ".*
Mere ishq say mili hay tere husn ko yeh shohrat, Tera zikr hi kahan tha meri dastaan say pehle...! *." Sager ".*
Dil-o-dimagh mutfiq na huye Pak-o-hind ki tarah, Yeh mohabbat mujhe masla-e-kashmir lagti hay...! *." Sager ".*
Mohbat main sub fana nai hota, Kisi ko chahna koi gunah nai hota, Log pochtay hain unhin kitna piyar kartay ho, Par wo kia janin kay piyar Lafzon main nai bayan hota ...! *." Sager ".*
Un na thi khata hum hi kuch ghalat samjh bethey, *." Sager ".* Wo mohbat say bat karty thay ur hum mohbat samjh bethey ...!
Eid mubarak
Hamari khamoshi humari aadat hai H in duriyo me bhi humari chahat hai meri zindgi agar khubsurat hai to uski wajah srif hizj AApki muskrahat hai hizj555
Business Listings Kabeer Building Tuition Academies Kabeer building is situated at jinnah road near Zehri masjid.All science subjects teachers are available here for tuition for students of federal and Balochistan board. Quetta International Airport Quetta International Airport (IATA: UET, ICAO: OPQT) is located at Quetta, the provincial capital of Balochistan, Pakistan. The airport is the fourth highest airport in Pakistan (1605 meters above sea level). It is second largest airport in south reg... Paradise Hotel, Karachi Paradise is a famous hotel located on downtown Karachi Saddar Bazar area, Pakistan. The hotel is a bit 'run down right now. The hotel offer to visitors best cooling 156 air-conditioned rooms with baths, each room is equipped with cable TV, VCR, phone... Hero Tab Hybrid Mobility Mobility On The Go With 2G Sim card option stay connected to the world Hybrid allows you to make phone calls and send text messages straight from yout tablet. Exceptionally Powerfull Hybrid Mobility comes with the Powerful 1.2GHz CPU bringing ... JINNAH COMPUTER CENTER QUETTA ."come to gain and leave to serve" Jinnah Science Coaching Center New Killi Quetta ,Presented JINNAH COMPUTER CENTER...... Addmission are open... form 15 August 2013 under the supervion of highly qualified teachers from karachi and Quetta. So why ur... |
|